Bhatka Huwa Khayal
~ * Bhatka Huwa Khayal*~ Tere bagair zindagi Bhatka huwa khayal thi Dekha jo tum ne piyar se Manzel pe aa gaya koy Asi mili tum se nazar Kuch na rahi apni khabar Jo dekha tujhe to dil na kaha Tere bagair zindagi Bhatka huwa khayal thi Dekha jo tum ne piyar se Manzel pe aa gaya koy Dil ne jise apna kaha Koy naheen tere sewa Yeh kar le yaqeen jaan_e_wafa Tum ho mere aye hamnasheen Ata naheen dil ko yaqeen Na hona kabhi ham se juda Tere bagair zindagi Bhatka huwa khayal thi Dekha jo tum ne piyar se Manzel pe aa gaya koy..!!